Tuesday, February 26, 2013


Uljhano ki aadat esi pdi bakhuda hme... fakat ye b yad nhi k zindagi kbhi sapaat bhi thi... abb toh latt c lag gyi uski iss ada ki... k apni ada bhi bhula bethe... uss k ehsas ki khamoshi ne hmare alfaaz kuch yu cheen lie... k vo aakhiri shabad bhi yad nhi jo iss talfus se nikla tha... takne jate h rasta uska... toh ghr ka pta bhul jate h... Apne aashiyane ki or rukh karte hai... or darvaja uska khatkhatate hai... uski aahato ki dastak ne hosh kuch iss kadar cheen lie... k abb toh har harkat hmari, galtio se bhare ek pulinde c thi ... iss char din ki chandni ne bakhuda ye b bhula dia hme... fakat yeh chandni toh kbhi chand se khul k mili bhi nhi...

Saturday, February 23, 2013


Itni dur le aye halat hme... ki abb toh hmare aks ne b hme pehchanane se inkaar kr dia...